...

10 views

Khudki Talaash🔆
Mat puch khudhki talash mein
kitne safar kiye hai humne
Na jaane kitne sahare dundhe
hai humne
Magar ab na inn saharo ki
talaash hai na hi khudki
Khoyi hui cheez ko dundha
nahi jata , na woh khoye hua
hissa kabhi laut sakta. Koi
aakhir kabtak sambhale ..
isiley
Kho do kabhi agar mujhe toh
dundhne ki koshish mat
karna, bas dur khade ek
muskuraate chehre ko yaad
karlena.

Bas hua ab,
Vida lete hai hum
© your.secret.admirer

Related Stories