...

3 views

Naraazgi
Main khud se har waqt naraaz rehta hun, shayad main khud se mohabbat nahi karta
Uss se malaal rakhun bhi toh kis baat ka, umeed kis cheez ki karun
Jab main apne dil mai ghar na kar sakha, toh wo kaise iss dil ki hifazat karta
Ab toh ashq puchte hai behne ka sabab aur main jhuta dilasa de deta hun
Unhe kya kahun, dil zaar zaar hogaya hai, shayad yeh dil uspe na marta aur inn ashqon ko uss ka deewana na karta
© IllusionistForever