...

2 views

Adhura aant
kisise kaha tha maine roj tmhe dekh k din ki suruwat hogi,
kisise kaha tha maine roj tmhe dekh k din ki suruwat hogi,
par na jane wo kaha chle gye din to aj v hoti hai, par suruwat wo ab na hogi..
beksoor ban chle gye tm hame chord kar,
par hmari intejar uu ab khatam na hogi,
kissa ban k reh gya hmara payar ab inn sayriyo me,
jo iss janam ab shayad kabhi poori na hogi......


- Sneha Bhadra
© Sneha Bhadra