...

17 views

Sitam Gar
Wo Ana prast thi,
Uski baton mein iqrar bhi tha,
Usk sard lehje mein,
Chupa piyar bhi tha,
Mujhe likhti thi muntazir na raho,
Pr uski tehrir mein intizar bhi tha,
Wo kehti thi mat rotho
K Mujhe manana ni ata,
Laikin meri narazgi par
Wo be-Qarar bhi hotii,
Shyed phr main na likhta
Usko apni khabar,
Muhabat ka bharam rkhna tha,
Aur dil kch be-ikhtiyar bhi tha,
Shyed yhi uski muhabat
Ka andaz tha,
Wo meri hamdam thi or
Sitam guzar bhi thi....,

© Haider