...

7 views

pyar
uski har yaad hai aaj bhi satati
kosis karun bhulne ki to
yaaden ruh ki gehrai ko chhu jati

kyun bewafa se ishq saandar hota hai
ab mannat ka bhi kya fayeda
jane wala laut kar bhi kahan aata hai
© Shatabdi Das