NAYA MOR!
Dekho dekho zara, ye din hain Naya;
Ye waqt hain naya, ye andaaz hain naya;
Ye mor hain naya.
Kisine ab hamse chahat karne ki zurat ki;
Andhere se iss gumsum mehfil mein;
Jalaya ek tinka Roshni khwaab ka;
Jatan karne ke bahane, dil behlaya yuhi mera.
Ahsaas huya tanhayi ke peeche us khauf ka;
Jahaan dafan tha; dar, phir khud ko kho baithne ka.
Dar, phir kisi anjaan galiyon mein kho jaane ka.
Dar, phir naye umeed jagane ka aur phir uske tut Jane ka.
Dar, phir...