...

10 views

Intzaar mein bhi sukoon
Is kadar intzaar kiya hai
Fir bhi tumse bebak ishq kiya hai
Lamha dar lamha
Badta rehta hai
Khumar ishq ka
Intzaar mein bhi sukoon deta hai....

Shab-e-tadap yu badh jati hai
Sukoon dar sukoon bechaine ka musafir ban jata hai
Mai dhondhti hun us raha ko
Jahan haath khud-b-khud tere naam pe chala jata hai...

Na pochna is lamha kafiyat meri
Teri bahon mein daud ke rone ka mann karta hai
Hafiz rakhe khuda tumhe
Ye dua bus humari ho
Har lamha ye dua bus humari ho...
© divyasingh