...

2 views

zindagi
Kyu ajnabi apna sa lagta hai
Kyu apna , ajnabi sa ho jata hai

Jiska lea jiya karti thi
You bhi hame marna ka Lia chor gae
Nahi samjha usney hmari pyar ko
Dil tor ka hatho pa thama ka chale gae


Duniya ka iss bhir mein
Nakab toh Sabna pehna hai
Jisko dekho dhokha baji
Zinda rehta hua bhi Marne ki baji


Na smjha usney hame
Toh bhala kya hua
Khudko itna majbut banali hu
Chah ka bhi koi tor na pae

Sikha Diya zindagi na bohot kuch
Pathar par phul uga nhi karta
Gulab kitna bhi khubsurat ho
Kanta chupa nhi sakta

Koi kitna kha le
Par paraye kabhi apna nhi hoya karta
Aur apna kabhi paraye nhi hota

Unha hakk tha
Apna andaz mein zindagi jeena ka
Warna bich rahh mein
Yuhi koi haath nhi chora karta

Chale gae toh kya hua
Pyar toh Zindagi sa hai
Subha ka Jana aur
Saam ka lautna
Koi bhula nhi sakta !


© jhimi