...

18 views

Wo kaun tha
Wo kaun tha,
Aya wo ekh hawa ki tarha,
Aur apna karm karkey,
Udh gaya hawa ki tarha.

Na tha uska nam,
Aur na tha uska koi than,
Wo toh tha ekh hawa ki tarha,
Jo gam le gaya hamara.

Usne santi de gaya humare jag mai,
Jaise ab de rahe hai masiney.

Usney sabhi ka suraksha kiya,
Aur sabko khush rakhna sikhaya,
Par usko ab sab Vul gay hai,
Jaise andhey kuch nahi dekh patey hai.

Aur jaise usey vul gaye hai,
Usi tarha manusya,
Kabhi kabar apna parichay vul jatey hai,
Aur janwar ki tarha ban jatey hai.


_Anhsirk_


© All Rights Reserved