...

3 views

Golden Dil
Maalum huyi baat ye Aaj muje
Paiso ki zaroorat hamesha nahi kuch accha karne ke liye
Kabhi kabhi chote chote kaaryo se ban sakthe he hum bade

Aapke ye kadam Jo hamare Ghar me pade
Laga jaise huva ma roop ka aagaman
Aapki ye chintha dekke ho gaya Mera man yu mugdh
Bade bade mehelo me rehethe he Jo loog
Wo kabhi bhi aap jaisa na ban paaye
Sochthi thi bhagwaan ne har kisi ko yek samaan dhan kyu nahi diya
Aaj patha chala unhone tho aap jaiso ko sunhera Dil Diya

Kaisi he ye duniya
Apne nahi lagthe apne
Paraye apno se bhi jyaada apne
Aapko paya lagtha he karam kuch kiye honge humne acche
Aap jaisa Dil Aaj thak nahi dekha kisime
Hothi humesha aapko hamari fikar
Ma nahi aap hamari par ma ko roop kyu muje lagthi
Us din ki Aaj bhi muje he yaad
Fikr me aap kaise jaankthi rahi
Wo aapke fikr se bare huye shabd
Apno se bhi jyaada apne kyu muje lagthe

Kabhi jeewan ye bataye apne nahi he apne
Ye sochke Dil Mera dukith ho jaaye
Lekin aap jaisi chaviyo ko dekkar
Paraaye apno se bhi jyaada apne he lagthe
Paavu kaha aap jaisa sunhera Dil me
Bhagwaan ne jisse gareebhi di use sunhera Dil kyu Diya ye hum sochthe
Aaj uttar Mila paiso se hamesha Kushi nahi milthi
Dil sunhera hone se he milthi

Related Stories