...

23 views

Unexpressed Feeling
Ek ladka hai jiska naaam ayaan hai.
Jo ek middle class family se belong karta.
Bachpan se uska sapna hai ek bada businessman banne ka.
Uske liye o padai karne ke liye ghar se bahar gaya.
Uske baad o Graduation complete kya hai.
Fir usko Master Degree karna ta fees jada hone ke karan usne padai chor diya hai.
Fir usne plan kiya o apna khudka business start karega.
Usko educational business ke upar acha knowledge ta.
To usne socha apna khudka coaching institute kholne ka.
Tab usne apne parents se paisa liya.
Or leke coaching institute khol diya.
Institute acha khasa chalne laga.
2 years ho gaya.
Fir uska parents ne coaching band karne ke liye keh diya.
Usne apna parents ko bahut manane ka khosish kiya but uska parents nai maane.
Uska parents ko job me interest hai or usko business me.
Jab 3rd year me institute full on running ho hi raha ta tab usne shutdown kar diya pura institute ko.
Aaj bhi o andar hi andar rota hai.
Apna feeling kisi ko expressed nai kar pata hai.
Just because of his parents he dropped his dream.
He promised that he will start an institute again..........


Story to be continued........

#Ek business successfull hone ke liye family ka moral support hona bahut jaruri jo ayaan ko kabhi nai mila hai.
Agar aap apna bache ki khushi chahte ho to usko support kare.
Money is not important, Moral support is more important.

#WritcoStoryChallenge