...

1 views

ye kya uljhan hai 🤔🤔
Ajib si jindgi ho rakhi hai ,na jane kis bat ki bechani hai,na kisi se bat karne ka man karta hai,na khus hone ka man karta hai,bas is duniya se kho jane ka man karta hai,mai kya ho gai mai kya thi ,ab muskurata hua chehra hai per dil khush nhi hai, her koi apna hai fir v dil ki bat kisi ke kahne ka man nahi karta, mujhe kya hua hai mai khud nhi jante,itne pyare pyare log hai mere paas fir v akela sa lagta hai,yarr pata nahi kya chahte hu mai , ajib sa lagta hai khoi khoi si jindgi lag rahi hai yesa sabko hota hai kya ya mujhe hi feel ho Raha hai ajib si uljhan hai ,na mujhe koi dukh hai,na mujhe koi pareshani hai , fir ye kaise bechaini hai,khair chodo ab jina to yese hi hai jab mai khud ko nhi samjh pa rahi to koi or kya hi mujhe samjha sakta hai 😐Hm....