...

8 views

Be SEXUALLY Educated (hindi)
'Sex' word sunte hi kuch Adult log bhi itna gussa ho jaate hai jaise ki woh log 'Pedh' se paida huye hai..
Bachpan me theek hai, kuch boundaries honi chahiye, warna Mental & Physical bimaari zindagi badhne se pehle hi khatm kar degi.. but Adult hone ke baad bhi 'Sex', 'Sexual disease' , STDs ye sab ke baare me discussion na karna is not normal.
Log normal feel karenge jab SAMJHENGE ki "Sexual arousal is just a normal thing like in other animals", isme NA to koi PAAP hai aur NA HI koi PUNYA. It's just a NEED of the BODY.

Kitne acche hai aaj ke log!
aare inhe toh Porn ke baare me pata bhi nahi hoga.. bas raat ko Mobile lekar 4-5 ghante waste kar dete hai.
Woh ladki ke taraf dekhe toh theek hai , aur hum dekhe toh hum hai 'Neech insaan'.
Aare bhai, joh cheez apne pass nahi hai interest toh uss par hi jayega na!
Nahi!
Hum aap ke tarah 'Acche insaan' nahi hai... Hum 'Badtameez biologist' hai, hum jante hai 'Human hormones' ke baare me. Attraction har kisi ke andar hota hai.
Ye toh kuch Criminals ki wajah se har ek Ladka ko sunna padta hai ki "All Men are Criminals".

Kuch "modern fake feminists" bhi hoti hai, jinhone ya to 'Dhoka' khayi hui hai ya phir 'Lesbian' hai aur MARAD JAAT se hi NAFRAT karti hai. Ladki se baatein karne jao toh CHEAP LADKA, aur agar baatein na karke apne me jiyo toh ARROGANT - yahi, bas yahi Reward milta hai ab ladko ko bas.

Aur agar aap ek MARD ho, aur MARD hone ke bawazood bhi aap ladkiyo ke taraf nahi dekhte ho, toh DOCTOR AAP KO DIKHANE KI ZAROORAT HAI, mujhe nahi.

SEX EDUCATION nahi hai, isiliye Crimes & Problems hote hai; nahi toh Rapists ko encounter karne ke baad bhi Crimes toh aaj bhi ho raha hai.
Jab tak AAP, haan AAP 'Sex' ki normality ko samjhenge nahi; SEX ko education ki tarah Baccho ko sikhayenge nahi tabtak NA aap SHANTI se jee sakte hai, aur NA HUM.

Agar mere baatein sacchi lagi ho toh Dil me rakhiye ga, nahi toh jaise baki SEX EDUCATION ke Articles ko 'Chi Chi' karke aaj tak fekte aaye hai waise hi ise bhi fekk dijiye ga...

© TheHuman-AI