...

33 views

Rajtantra episode-6
kumar Pratap: kya huva Harsh ji ?
Harsh sharam: sorry kumar Pratap ji kyunki ki Ram Pratap ko ma nahi samja paya.
kumar Pratap: aree isme sorry mat boliya mujhe malum tha ki vo nahi mana ga. bolta hai na"bahas ke aage bin bajana"
Harsh sharam: kumar ji ab aap kya karega ?
kumar Pratap: wohi soch raha hu ki ab kya karu? ek idea hai Abhi to Ram Pratap jasa bol raha hai wasa hi karo ek bar 2017 Vidhansabha election jit jaya hamari party fhir ma Ram Pratap ke sat Politicis kheluga asa kheluga na ki kabhi bhi bhedbhav nahin Karega.
Harsh sharam: Kumar ji ye bat apna sahi boli.
kumar Pratap: to Harsh ji aap wapas jaye aur Ram Pratap ko bol dijiya ki 350 MLA Ram ke aur 10 MLA hamara.
Harsh sharam: thik hai Kumar ji.

Harsh sharam wapas Shiv Pratap ke ghar jata hai.
Harsh sharam: pranam Ram Pratap ji. Kumar ji ne apki shart man lihai 350 MLA apka aur 10 MLA hamara.
Ram Pratap: wah! ka kush khabar hai Papa aakhir ma Kumar man hi gaya na.
Harsh sharam: Ram ji ab ma chalta hu Radhe Radhe.
Ram Pratap: thik hai Radhe Radhe.

dosto finally ab 2017 Vidhansabha election ko sirf 5 din baki hai.

BREAKING NEWS: Rashtrawadi party Uttar Pradesh ma lucknow ma sabse badi ralley karne wala hai. dekta hai is ralley se Rashtrawadi party jit ti hai kya nahi ?. Exist poll ke hisaab se Rashtrawadi party ya Bahujan samaj party ye dono hi party ko jada vote milna ka sakyata hai.

ab 5 din ke bad Malum pada ga ki Uttar pradesh ma kiske sarkar bana gi.
jase Rashtrawadi party ekdam takat war hai to vahi dusra aur Bahujan samaj party bhi ekdam takat war hai aur ye party ne 2013 se lekar 2016 talak Bahujan samaj party ki sarkar thi Uttar Pradesh ma.

dosto ab maja aayega ye dekna ki kis ki sarkar bana gi Rashtrawadi party ki sarkar banagi ? ya Bahujan samaj party ki sarkar banagi ?
the story was continue in Rajtantra episode- 7

© written by:kavit sheth