...

12 views

apna karya swayam karo.

bahut samay ki baat hai. ek ladki thi jiska Naam Reena tha.vah bahut hi kaamchor thi.vah koi bhi karya Puri lagane se nahin karti thi uske Parivar wale uske liye bahut pareshan rahte the.ek bar jab vah Apne Vidyalay mein gai to vahan per adhyapika ne sabhi vidyarthiyon ko bahut hi jaruri karya Diya tha. Jo sabhi vidyarthiyon ko karna jaruri tha. adhyapika ne yah bhi kaha ki main tumhen ek hafte ka samay dekhti hun .aur jis bhi bacche ne nahin kiya grah karya usko Saja milegi per Reena ko laga ki mam mujhe Saja nahin denge vah to bus bacchon ko dara Rahi hai jisse vah apna grah karya samay se kar len. main To nahin karungi vah yah sab Apne man mein soch rahi thi.
parantu Aisa kuchh bhi nahin tha adhyapika sach bol rahi thi. aur Reena Apne Ghar a jaati. aur vah yeh sab Sun leti aur ekadam se khush ho jaati hai. usne Suna ki Mata pita Ghar par ek program karna chahte hain. to Reena ekadam se boli Khush hokar ha ha tumhe Apne ghar per ek program rakhna chahie. per vah bhul gai thi ki use bahut jaruri grah karya karna hai jo use Apne Vidyalay se mila tha aur vah program gire karya ki 1 din pahle Ka tha. to vah grah karya ke bare mein bhul gai thi. use bilkul hi Dhyan nahin Raha ki mujhe grah karya karna hai.aur cal sabhi bacchon ko apna grah karya adhyapika ko dena hai. program der Raat Tak chala aur uske baad vah thak kar so gai. subah jab hai Vidyalay pahunchi to mam ne sabhi bacchon se bola ki ek hafte wala grey kare sabhi bacchon mujhe bataiye adhyapika ne Bhari bari se sab ka grah karya dekha aur jab Reena ki Bari I to Reena ne bola mam "Mera grah karya nahin hua hai". adhyapika ne bola tumhara ek hafte wala grah karye kyu nhi hoa hai Reena ne kuch nahi kaha aur vah Rone lagi mein main use Saja di Aaj poora din Tum bahar khadi raho gi aur koi bhi baccha Reena se baat nhi Karega.
Reena bahar jakar sochne lagi kasme apna karya samay par kar leti to aaj mujhe Saja nahin milati.


Thank-you i hope you like my story ☺️☺️😊😊