...

4 views

Dil Dhadkan aur Aap
Mere dil ki gherayie,
tum naap nahi sakte,
Jab jarurath thi mujhe tumari,
tum pass nahi the mere.
Har Dhadkan mein aapka naam,
chapa hua hai,
Phir bhi kyu aasan hai aapko
in yaado ko yuhi mitana.
Athith ke pannoko mitana hogaya aapko aasan,
par dil mein base yaadoko,
aasan nahi hai Mitana.

Dil mein chuphe daard,
Kaise bayakaru,
Har prashnoka jaawab kaha dundu,
ye kyu hua, kaise hua,
nahi janti mein,
par mere pyaar mein kaha kami rehgai,
ki tumm mujse itne dur hogya.
Kahan gaye woh kasme yaade,
Kahan gayi woh nasdikiyaa.
Kyu laga tumhe woh andiyaara jaag pyaar,
Jab basa tha hamara Sundar aashiyaana.

Bas aab durriya kaam nahi hopayayega,
lakh manayu is dil ko par bhool nahi payungi,
Kyu Diya mere hisseka pyaar,
kisi aur ko,
kya kami regayi mere is pyaarka,
kyu Rista thoda kyu mujhe
kise aur ke liye chodda.
Aaj uske liye tumne mere pyaar ko chooda,
par dinnoor nahi jab tum dhondoge humme,
par tab hum tumhare paas nahi honge.
Hum tumhare saath nahi honge.
© Diana Hegde