Vidyarthi gyan
Mai bhatkti hui,
Khoja gan,
Par kya us gyan,
Mein hai mera dhayan?
Kya vh ek talvar ki myan,
Jisme na aa sake do tarh ke gyan,
Kya vh ek majak ka naam,
Ya mai kr rahi hun ek jaruri kam,
Vh kam pura nahi kiya,
Par khoja ek bulandi diya,
Kya meine dhayan diya?
Ya pani uchalne ka kam kiya,
Aasu ka bahana,
Bana ke maja krna,
Kya hua us gyan ka?
Jo meine khoja us raj ka!
Kya vh myan mein ghusa?
Ya myan ne mana kiya,
Mai ja rahi hun us raha mein,
Jisne mujhe chuna apni khoh mein,
Dubne ke liye...
Khoja gan,
Par kya us gyan,
Mein hai mera dhayan?
Kya vh ek talvar ki myan,
Jisme na aa sake do tarh ke gyan,
Kya vh ek majak ka naam,
Ya mai kr rahi hun ek jaruri kam,
Vh kam pura nahi kiya,
Par khoja ek bulandi diya,
Kya meine dhayan diya?
Ya pani uchalne ka kam kiya,
Aasu ka bahana,
Bana ke maja krna,
Kya hua us gyan ka?
Jo meine khoja us raj ka!
Kya vh myan mein ghusa?
Ya myan ne mana kiya,
Mai ja rahi hun us raha mein,
Jisne mujhe chuna apni khoh mein,
Dubne ke liye...