...

18 views

lockdown
Zindagi ki mod hi badal gayi
Jab cha gayi Sanata
Sikha gayi kuch aise baten
Jo kabhi bhul hum paye na.

Kabhi socha Na hoga kisine
Par aj hum sochte hen
Kiya ek pariwar ka mahatwa
Aj hum samajhte hen.

Kisne socha tha ayega ek din Aisa bhi
Ladhna to hoga Hume
Rakhke Biswas ek jit ki.

Kaise karen tarif un Yodha ki
Jisne har samaye sath nibhaya
Agar Karen to ek hin Kam
Bas rahen ghar me aur bhar de Anand ka uphar.