...

13 views

Sab ka Mangal hoy re..
Tera Mangal, Mera Mangal,
Sab ka Mangal hoy re..
Jis Gurudev ne Dharam diya hai
Unka Mangal hoy re..
Jis Janani ne Janam Diya hai
uska Mangal hoy re..
Pala-posa or Padhaya Us
Pita ka Mangal hoy re..

Is Dharti k sab Dukhiyare
Prani ka Mangal hoy re..
Sab ka Mangal, Sab ka Mangal,
Janjan ka Mangal hoy re...🙌🙏😇
Jai Sadguru Vandan 💐