...

8 views

Aatmahatya
aatmahatya ek GUNAH hai
isse VIKALP na samjho,
ar ye zindagi sirf TUMHARI hai
aise bhram NA rakho.
mana har din EK jaisa nhi,
lekin aatmahatya v iska UPAYE nhi.
kavi khushiyon k FUARE barastein,
toh kavi DUKH k badal v chahte.
gir k khud ko SAMBHALNA,
ar sambhal k FIR chalna;
yehi th zindagi hme SIKHATI hai.
kyu SOCHTA hai tu akela hai,
tere pass th tere JANM DATA hai.
unka soch jo dar dar BHATAKTEIN hai,
unka kon SAHARA hai.
RONA kamjoro ki nishani nhi,
lekin ye aatmahatya KHUD GARZO ki pehchaan hai.
@nvil
© inkandpages_849