...

4 views

Muskura
""Muskura""
Dekh or muskura
Logo ki mat soch or muskura
Dard hai, kya takleef hai, sab bhul kar tu bas muskura
Tu jab aaina dekhe, khud ko dekh or muskura
Chhod sabki baate, tu khud me muskura
Dekhe jab koi hasta chehra, use dekh
Rota kon hai yaha kisi ko dekh
Tu hasta chehra dekh or muskura
Kal chhod tu aaj me muskura, kal lout ayega nhi
Tu Apno me muskura, Kon gya chhod tujhe
In sab baato ko bhul or muskura.