...

19 views

Pyaar Ka silsila.......
Jise chaha vho kabhi paya nahi,
Jise manga vho kabhi mila nahi,
Jise bulaya vho kabhi aaya nahi,
Jise dekha usanai mahasus kabhi kiya hii nahi,
Jise sapno mai bulaya vho rato mai kabhi aaya hii nahi,
Jise kaha usnai kabhi suna nahi,
Yeh paayr Ka silsila tha sahab Jo kabhi shuru hua hii nahi....................💔💔💔💔💔






Plz.........
comment❤
like❤
share❤

Thank you ............. 😊😊😊