...

8 views

Daar😶😶
Akhbaaro ki surkhiya kaya
kabhi surili hui thi?
aaj bhi vahi roni aawaz hai
or vahi udaasi khabar 🤐

Suraksha aur swatantrata ki yah ladai
ki thi humne
Safal hokar bhi asafal rah Gaye.

haiwaniyat dikhai nhi Swatantra bhartiyon ne
jeenhe Sahara banaa tha Bharat ka kabhi😫😫

ladki ya aurat chahe din Ho ya Raat
surakshit karna tha unhen ko
per kya fark padta hai
haywano ke maan mei Raat ke Siva kya hota hai.😥

Nirbhaya hatyakand ko Kaun nahin jaanta
kya usko Insaaf dilane mein itna samay lagta hai😓

HAL hi mein Hui ek aur ghatna aai
kya pata yah ghatna kaisi jayegi

jis Dharti per ham rahte hain
bhulo mat vah Bhi ek aurat hai
Krodh aate he
sab khatm kar degi

pure Bharat mein Na jaane
hadse hai kitne
aur awaaz hai kitni😢😢

gino mat
jina hai to hawano ko
maarna hai to haiwaniyat ko

Kai bar aisi khabar
mujhe dar ke sare mil jaati hai😞😞
aasha hai ek or baar bharat sawtatr ho
ek or itehas paano per ho.
© janvi sharma