...

2 views

#maa ki mamta
maa ki mamta woh atut Sagar hai jiski chaav me pla her baccha hai chahe woh ho beti yaah beta ek maa ki chaav hi her kisi ke liye ek sman hai koun kahta hai maaa baccho ke liye kuch nhi karti maa krti to bhut kuch hai per dikhati nhi uski chaav me her dard kya her takleef bhi bhool kr hum chadar taan kr ek sukoon ki neend lete hai maa ki kadar tum kya jano jb maa ki mamta ko kabhi mehsoos kiya hota to kabhi maa ki nakadri nhi karte maa haa kabhi taane bhi de deti hai lekin uske taane me bhi pyar hi chupa hai woh maa jo bina kisi swarth ke her pal apne bacche ko nyochavar kr de bs woh hi ek maa hai warna koun kha itna tyag krta hai jo apne sapno ko chod kr bs apne hi aulad ki her jid farmais Puri karti hai woh her sukh tumhe deti hai jo usne kabhi nhi kiya bs dukh tb hua jb aulad ne kha maa ne humare liya kya kiya are tum kya jaano usne tumhe junm Dene wakt kitna dard sahaa yha her baccha choti choti choti per ghar sar per utha leta hai are jb tum itni dard nhi saah sakte to tumne yeh kaise kah diya ki maa ne humare liye kya kiya bulaki sawal to yeh hai tumne maa ke liye kya kha jo tumhe her dard se bachati rhi kya tumne use dard nhi diya diya lekin us maa ne use bhi saah liya lekin tumse kuch naa kha ye maa hai kyoki maa ke mn kabhi dwesh nhi hota uske man me to bs pyar. hota hai lekin ek cheej yaad rakhna agar ek maa galt hai to uski sajaa kabhi apni maa ko Mt Dena kyoki her kisi kaa man kapti nhi hota or phir tumhari aankhein kb ayengi kya tum dekh kr mehsoos nhi kr sakte ki maa ne tumhare liye kya kiya or kya sahaa to bs maa hi maa hai or maa ko pyar do or kudh ke mann ko kritharth kro ...

love you maaa...