3 views
Aankhaen neend ki.
Aankhon mai sousti Hai,
Par mai nahi so sakta.
Is duniya kae zulm ko,
Ab mai sah nahi sakta.
Koyi marta Hai,
Koi darta hai
Koi apne kammon ka,
Phal khata Hai.
Pareshani aur kaam,
Bangaya zindagi ka naam.
Main abb kuch nahi kahounga,
Bass mat lagao ilzaam.
Ilzaam ki Mai joota houn,
Par mai Sach kahta,
Ki main anpadd houn
Mai kuch nahi Kar sakta houn.
Moomin tariq
-Alim
© All Rights Reserved
© alim
© alim
Par mai nahi so sakta.
Is duniya kae zulm ko,
Ab mai sah nahi sakta.
Koyi marta Hai,
Koi darta hai
Koi apne kammon ka,
Phal khata Hai.
Pareshani aur kaam,
Bangaya zindagi ka naam.
Main abb kuch nahi kahounga,
Bass mat lagao ilzaam.
Ilzaam ki Mai joota houn,
Par mai Sach kahta,
Ki main anpadd houn
Mai kuch nahi Kar sakta houn.
Moomin tariq
-Alim
© All Rights Reserved
© alim
© alim
Related Stories
14 Likes
0
Comments
14 Likes
0
Comments