...

26 views

Pyar main
Woh bhi kiya din tah jab hum
Pyar main pagal huwa karte tah
Ghanto baith ke hum dono
Bahut se baat kiya karte tah
Woh kuch kehati thi main kuch kehata tha
Waqt yuh hi gujar jaya karte tah
Main kuch keha do ussa agar
Uski hasi na ruka karte tah
Ek duje se milna ke liya
Har pal hum intezar kiya karte tah
Hatho main hath lekar kabhi
Rasta main hum chala karte tah
Log dekh ke jalta tah hume
Hum unhe aur jalaya karte tah
Kitna hasin tha woh har par
Kitna khushi se raha karte tah
Woh bhi kiya din tah jab hum
Pyar main pagal huwa karte tah

By - Ashutosh panda