...

23 views

BACHA
Woh bhi kiya din tah
Jab hum chota bacha huwa karta tha
Na koi tension na koi gham
Kitna khushi se raha karta tha
Mobile toh hota nahi tah tab
Toh dosto se mil liya karta tha
Kabhi idhar udhar ke baatien
Toh kabhi cricket khel liya karta tha
Hasna hasana ruthna banana
Na jana kitna nakhare kiya karta tha
Aaj bhi yaad hai mujhko woh din
Jab hum sab school jaya karta tha
Padhai toh karta hi tah hum
Aur masti bhi bhaut kiya karta tha
School se aate hi hum kaisa
Bahar khelna ko nikal jaya karta tah
Raat ko hum sone se pehala
Maa se kahani bhi suna karta tha
Kitna pyari nind aati thi tab
Kitna aaram se soya karta tah

..... ashutosh panda