...

3 views

Lagne Lage
Jab har ehsaas samandar sa gehra lagne lage
Toh zara ashq baha liya karna, ki dil ka bhoj zara kam lagne lage
Main mohtaaj hun apne iss gham ka, yeh gham zara bardaasht karne ke qabil lagne lage
Main kamzoor nahi, inn jazbaton ki wajah se kamzoor nazar aata hun
Iss seene mai dafan shikayatein phirta rehta hun, khudko dilase deta rehta hu
Main muskurake apne gham pi leta hun, ki yeh zindagi jeene ke qabil lagne lage



© IllusionistForever