...

12 views

Aitbaar hai!!!
Chahe mai likhu ya na likhu
Chahe mai baat karu ya na karu
Tu har pal rahega mere khayalon mein,
Mai rahu na rahu
Tu mujh sang rahega mere alfazon mein....

Ki zindgi ka ehtram aur lafzo se pyaar hai,
Ki, zindgi ka ehtram aur lafzo se pyaar hai,
Tu bhi janta hai
Mujhe tuhjpe aitbaar hai!!!!
© divyasingh