Part-10.a......Dinner date..(Continued)... Daksh and Dimple- a destined love saga
Dimple:- Aapne Daksh ke liye bhi lunch bana diya. Huhhh, Inn dono ki wajah se mera samraajya hil gaya hai. 😂
Ram:- Jalkukdi kahin ki. Ab chalo bhi.
Both leaves for the college.
After reaching college,
Dimple:- Ram tum zara class me jaao aur please mera ye bag bhi le jaao. Me Daksh ko ye lunchbox dekar aati hoon, ok.
Ram:- Tum rehne do na, me de aaunga lunchbox Daksh ko. Tum class me chali jaao.
Dimple:- Tum kyun jaaoge. Tum dono ka chal kya raha hai, haan. Tum uski bicchdi hui mohabbat ho kya. Ye books lekar class me jaao.
Ram:- Ja raha hoon (with an angry look). Jaldi aa jaana.
Dimple:- Na mujhe to wapas aane me kayi mahine lagegnge, mount Everest jo ja rahi hoon me. Kya Ram, tum bhi kya bolte ho. Off course jaldi hi aaungi na me🤦♀️
Ram left for class and Dimple went to Daksh's office.
Dimple knocked the door, but nobody replied. She opened the door slightly and the room was empty.
Dimple:- Lagta hai Daksh hai nahi. To kya hua me chali jaati hoon andar, dabba rakhke aa jaungi.
After keeping the box on his table she saw something by the side of his laptop. It was her diary.
Dimple:- y... Ye.... Ye to meri diary hai. Haaaaa😲😲Daksh ne meri diary padh to nahi li. Aese kese meri diary le aaya. Chupke se wapas le jaati hoon, aaya bada diary chor kahin ka.
As she turned back, she rammed into him. She hid her diary in her dupatta.
Dimple:- Tum.... Tum yahan kese.
Daksh:- Madam ye office mera hai to me yahin aaunga na. Tum yahan kya kar rahi ho.
Dimple:- W.. Ww... Wo mamma ne tumhare liye lunchbox bheja hai. Wahi rakhne aayi thi. Mene knock kiya tha door par, tum nahi the yahan, to me andar aa gayi. Agli baar bina puche nahi aaungi, sorry.
Daksh:- Sorry kyun keh rahi ho. Aur agli baar knock mat karna, seedhe andar aa jaana. Me tumhara aur meri har cheez tumhari.
Dimple:- M... Me jaun ab. Meri class hai.
Daksh:- Tumhari aawaz ko kya hua hai. Aur pehle ye batao tum dupatte me kya chhupa rahi ho.
Dimple:- Kkk... Ku.... Kuch bhi to nahi chhupa rahi. Tum side hato, mujhe jaana hai.
She passes him from side to head towards the door. Daksh holds her hand and pulls her back towards him.
Daksh:- Madam, aap meri koi cheez lekar ja rahi hain. Meri diary wapas do.
Dimple:- Haaa kitne besharam ho tum. Meri diary utha laaye wo bhi bina permission ke. Aur ab usko apni diary keh rahe ho. Nahi doongi Meri diary tumhe.
Daksh snatched the diary from her.
Daksh:- Haan to diary ka first page kehta hai, "Dear Daksh, iss diary me likha har shabd tumhare liye hai. Me samjhungi ki tumne mujhe sun liya. To shuruat tumhare liye ek kavita se karti hoon, buri lage tab bhi hansna mat, warna acha nahi hoga, haha"
"Aaine me dekhti hoon chhavi apni
Mujhe tum nazar aate ho
Inn khilte hue gulaabon me
Foolon se bhare in baagon me
Mujhe tum nazar aate ho
Mere dard-e-dil pe marham ki tarah
Mujhe tum nazar aate ho
Aadha hota hai aasmaa me jab chaand
Mujhe tum nazar aate ho
Ashkon ke inn kinaaron me
Bemausam ki inn fuharon me
Mujhe tum nazar aate ho
Hazaaron tukdon me bikhar kar bhi
Khudko fir sametne ka vaada kiya hai
Ishq jo tumse itna zyada kiya hai"
Dimple:- Meri diary wapas do. Aur kuch padha na to dekh lena tum, me baat nahi karungi tumse😑😏
Daksh :- Me nahi padhunga to kon padhega. Aur tumne mere naam pe diary likhi hai to mujhe to padhni padegi.
Dimple:- Par ye to cheating hui. This is not fair.
Daksh:- Hmmmm everything is fair in love and love🤣🤣. Tumhe class ke liye late nahi ho raha. Jaao ab. Acha suno, ham shaam ko dinner par chalenge, tum ready rehna. Me tumhe exact 7 baje pick karne aaunga.
Dimple:- Na, bahut late ho jayega. Me jaan ko kya kahungi.
Daksh:- Mene mom se permission le li hai. Don't you worry.
Dimple:- Haaaa😲tumne mamma se bhi puch liya. Mujhe bataya bhi nahi. Ye to sahi baat nahi hai.
Daksh:- Madam, aapka lecture shuru hone me 10 minute hi bache hain. Shaam ko milte hain, tata.
Finally the day was over.
At Dimple's home:-
Dimple:- Tchh, samajh nhi aa raha ki kya pehnun me. Daksh ke saath dinner pe pehli baar jaa rahi hoon. Ram ko bulati hoon.
She calls Ram to her room.
Dimple:- Ram tum mere liye ek suit pick karo please. Mujhe to kuch samajh nhi aa raha.
Ram:- Kyun, tum kahin jaa rahi ho kya?
Dimple:- Ohho, tumhe to batana hi...