...

15 views

Prabhati 🌞👧
Prabhati sirf eke ladki ke nam nahi,
Prabhati Suraj ki sahdharmi.
Surya dev jab aata unka sath subah ki setal chaya mai prabhti unka swagat ka liya pratikhya karti hue rahti.
Prabhati ke jesi or bhi sahh dharmi hai surya dev sandhya, roshni or bhi bhut hai.
ye imagine hai no real.
Prabhati jab subah saj swar kar surya dev ki sath dharti par aaneki pratikhya karti.
Jab subha hoti pehali pahar main Prabhati surya dev sesh jhukta hui jesi pahad ka picha surya udaya ko giri raj or parbat sab naman karta huya sesh jhukati ho.
Prabhati jab dharti par aati hai surya dev ka sath tabhi andhara kuch pahar ka le dur hojati nae subha ki roshni ka sath dharti ka or aate hai jaha par fulo🌻or pakhi or inshan,keetpatang sab apekya main hota.
Prabhati ko dekhta sab ka man mai new subah ka josh aata hai or apne karmo mein dub jata.
Kuchi pal baad firse kaale andhara aajata hai .Prabhati Apni prabhu surya dev ko naman karta huai Sandhya ko daa deti apnaa staan.
Sandya ko bhi kuch palo ka sath milta hai surya dev ka bedaa dena mai apna yogdan deti hue sandhya kamlin surya ko saundarya maye karnke prachasta karti hai .
Fir Raati aati hai.... jo apne chand ka pratikhya mai bethi hui hoti.