...

3 views

your happiness is your real success ❤️
Ek baar main ek train mein Safar kr rha tha aur un hajaro ki bheed mein mujhe ek insaan dikha jiske do pair nhi the ek haath nhi tha aur dusra haath kta hua tha dekh kr bura lga mujhe lga ki wo koi bhikari hoga lekin main galat tha wo bhi hamari tarah Safar kr rha tha.
main uski or lagbhag 30 second tk dekhta rha aur achanak usne meri taraf dekha aur maine uski akhon ki gahraiyon mein dekha
ki shayad wo bhi hamari tarah hona chahta tha lekin wo kush tha aur apni life ka maja le rha tha
us wakt maine ek baat seekhi ki jindagi mein khush rahna jaroori chahe jis haal mein
aur sabse badi kamyabi hamari happeness hai ham hasna bhul jate hai kyonki hm sochte hai ki hamari problem sabse badi hai shayad Aisa nhi hai hamse bhi jyada problem wale hain
but you do not need to compare your self

thank you so much for reading my story