...

14 views

Mujhe pasand h
Mujhe pasand h
Tumhara mujhe Datna
Gusse me mujh se baat kar ke
Apna hak jatana,

Mujh ko
Datna mujh ko satana
Khatti Mithi sararte
Sere saath karna,
Mujh se pyar se baat karna,

Mujhe bahut pasand aaya
Tumhara mujhe manane ka andaj,

Mere ruth ne par tumhara
Mujh ko jaan jaan,
O Meri Jaan Jaan kahna,

Bin kahe hi tumhara mujh ko
Tumhara I love you bol dena

Kahte hi ya Bin kahe hi
Tumhara mujh ko kiss de dena

Mujhe bahut pyar h tum se
Tum ko bhi Mujh se bahut pyar h,

Mere rone par tumhara
Bhi rone lag jaana,

Mujhe bahut
Pasand aaya andaj tumhara
Mujhe khone ki baat par
Tumhara dar kar udaas ho jaana,

Fir mera tumhe pyar se manana
Tumhare dil ko tashli dena,

Nhi jaaunga tumhe kabhi
Chhodkar, Tum se ruth kar,

Saath rahunga hamesha
Tumhare gale se lag kar,

© Krishan Meena