#Estri or purush ka charitra kabhi asaan nhi hota...
#estri or purush ka charitra kabhi ashaan nhi hota lekin phir bhi wah estri apne her kartavya ko hash kr pura karti hai estri smaj ka wah sunder anmol ratn hai jisne sansar ki sari bagdor ko sambhal rakha h chache wah bagdor ek putri ki ho maa ki ho patni ki ho sabhi acche se sambhalti h wah her jatan kr ke apne parivar ki bagdor ko majbooti se bandhe rakhti h or in sab cheejo me uska saath hamesa ghar wale ( mayke wale) jha usne junm liya phir waha ke kartvayo ko pura kr ke phir chal deti h phir ek naye saher naye gahr ki or apna dusra kartvaya nibhane estri ka to pura jeevan kartvayo se bhara rhta h phle jha junm liya waha bhi unki laaz mariyada ke liye apni khwaiso ko dbaa kr rh jana lekin us junm wale Ghar me beti ka sabse attor rista apne pita ke saath rhta woh bechara pita jo apni phool si beti ko her dukh dard se bachata hai use duniya ki her khusiyaah Dene ki chah kya deta bhi phir ek din phir Aisa ata jb wahi pita jo apni beti ki dekhe bina chain kabhi nhi pata tha woh apni beti ko ek anjaan saksh ke saath ek rista me baandh kr hamesa ke liye door kr deta h us pita ke dil se pucho jisne jeevan ke kai saal apne beti ke saath bitaye yha to agar hum school jate h or agar koi accha dost milta h to uske bichadne per itna dukh hota to us pita se pucho jo apni jaan se pyari beti ko apne ap se alag kr kisi or ke hawale ke uski slamti ki gujarish bhi krta hai or saath me apne jeevan ki saari punji bhi lga deta hai lekin jb bd me pta chale ki itna sab kuch karne ke bd bhi uski beti ka jeevan dukh se bhara h to woh bechara bp jeete ji mr jata h chalo chodo ye to bhai vidhi ki vidhan h ki beti palti kisi or ke ghar me or sambhalti kisi or ke...