...

7 views

Draawne khwaab
#WritcoStoryPrompt39
کچھ خواب سچے ہونے کے لیے ہوتے ہیں۔ لیکن جب آپ کا ڈراؤنا خواب پورا ہوتا ہے تو آپ کیا کریں گے؟ مخالف طریقے سے چلتے ہیں یا اپنے
خوف کا سامنا کرتے ہیں؟
Draane wala khwaab yaani ki jo aap chahte the na hi ho to accha hai ?
Agar un khwaab se saamna hota hai
phir insaan kisi cheez se nahi darta
Uske ander khuda ko chorke aur kisi cheez se dar nhi lagta. Uske baad wo apne saare khwaab poore karta h par phir bhi bohot jyada khush nhi hota, bas uske ander sukoon aa jata hai kunki usko wo cheez us waqt nhi mili jab usko zaroorat thi, jab un cheezo ke liye wo raat din mehnat karta tha. Usko lag raha hota hai kash main bachpan me chla jata, par ye soch ke chup ho jata hai ki bachpan bhi to bura khwaab hi tha.
Zindagi ne use kuch yun sawaara hota hai
Ki wo sabka par uska koi bhi sahaara nhi hota hai
© zohrawritess