...

2 views

ZINDAGI AUR REGRETTS
Zindagi me kayee Aise Modd Aate Hai,
Jaha Hum Akele Ho jate hai, Jis Moddpar hume Pashtava Hota hai ke
Kaash humne Wo faisla Na liya Hota,
Kaash hum Apni Uss Ghalti ko Sudhaar lete to kitna Achha Hota, Kaash aisa Ho pata Kash waisa Ho pata, Par Hum Jo ho chuka Usey to nahi badalsakte, par jo hone wala hai usko badalne ke liye hume Khudko Badalna Hoga, Aur Aaj abhi kuch Aise Faisle lene hongey Jinsey Hume Aane wale Samay Me Madad Miley. Abhi Utho aur apne Future ke liye Kuch Plans Banao Aur Rozana Apne Passion ko Hasil Karne aur apne regrett ko Khatam Karne ke liye Decisions lete jao, Zindagi me Aagey Badhte Jao, Ye Tumhari Zindagi Hai Aur Tum Tayy(decide)karogey ke Tumhari Zindagi me Koun Rahega, Ya nhi, Kiska Kya Stage Hai Aur Tumharr Liye Kya Sahi Kya Ghalat Hai, YAAD Rahe It's Your Life. Make It Better For Yourself. You Can Make It Happen. With jUst One Decision, Get Up And Do It Now. "Action is BetterThan Regretts.
#selfdedicated
Sameerahmedhaf
#sameerahmedhaf #sameerahmedhafwriter
#sameerahmedhafpoetry #aestheticthoughts
#lifelessons #regret #relationship