...

19 views

Farista ❤dil❤ *(part-3)*
Farista dil ke sahejadi hukmat rani miss Aaradhya us ladke ki class legi jisne ye jurat kiye mam Aaradhya ke car ke side apni bike park kiye.
Fil haal Aaradhya class se bahar aae ghar jane ke liye tabhi. waha dekha apni car ke pass kisi bike stand hai uska ghussa sar chad kar bol reheti ki meri car ke pass koi bike park knyu kiye,or kisne kiye college sab yaha aachuke tha circle ban gaya tha.
Par bike ke ladka wo abhi tak nahi aayetha wo library me padh raha tha.
Kisine usko bola ki teri bike to gai.
wo dood kar aaya dekha Aaradhya ke bodyguard uska bike tod diye tha.
Shair ko ghussa aaye kisne toda meri bike sauna aao fir buhut fight hui Aaradhya dar gai thi uski bodyguard jakhmi halat dekh kar .
Apni car jaldi se ghar chali gai.
Jab mrs sharma beti ko ish halat dekha to bodyguard ki inquiry kiye to pata chala sab college par action lene ke liya bola.
Pata us din kya hua wo dar ke baraf devi mandir chali gai.
Jab bahar tak pahanch gai thi.
sab bole wahi apni dukh ka bareme bol anadr mat jaa maa ke prachand krodh se tu jibit nahi rah payegi.
Aaradhya kisike baat na sunkar andar ki taraf dodti gai ye baat charo wor feli gai. Mrs sharma or Mr. sharma dono waha peheli bar gaye wo doono bahar ro rehethe.
Ye kesi galti kar devi maa hume chodenge nahi.
Wor uske bina bhi hum jee nahi sakta.
Devi maa ro kar boli maa 10saal ke baad teri pass aae pehele tu mujhe yaha milithi mujhe waha rahana hai
us bahar ke duniya se dar lagti hai ab nahi jaungi.
Maa ne samna aakar dikhaya sach kya hai.
Tu waha rahegi to teri mamma pappa mar jayngi yeh dikh bahar kese ro rehe hai roro kar teri bhikh mujhe mang re hai.
Tu bol kya use bhikhya na du unki modd ki bajah me or tum banagi.
Sunn me kabhi yaha siwa tere aane ke liya manaa nahi karungi .
har baar nahi aaegi par tujhe mujhe milne ka mann kare to lott aana or mujhse milkar wapas jana.
Fir kuch der ke baad mandir se bahar aae apni parents ish halt me ni dekh sakti.
jab wo apni parents ko pukare tabhi muskil se un donoke hosh aaye beti gale laga kar khub roye.
Aaradhya kamjor nahi thi.
Wo apni badala khud lene ke liya college gai par wo Shair bola me bhi galat nahi jo kisise mafi mangungi ye college jitna tumhara utna mera bhi. Mene car ke side me hni park kiye aapki car ko touch tak nahi kiye na use tode to aap kiss huq se meri bike tode aap meri bike lotayenge.
Un donoki fight kuch pal tak chalta raha uska baad friends ban gaye.
Likin Aaradhya ko pyar ho chuka tha par wo baat Aaradhya ko bhi nahi pata thi .
Tabhi Aaradhya ke friend Sidharth aagai.
Aaradhya apni friend se buhut naraj thi wahi friend jo bachpan se Aaradhya ke fan thi hamesha Aaradhya ke pass saaye ki tarah rehti sirf kuch din ke liye London gaya tha. Us pal itne accidents ho gaye ye sunn kar haran rah gaya.
Fir kahani me twist jo Aaradhya ka best friend tha hamesha se Aaradhya ko chahata tha. Abhi pata chalta Aaradhya ke life mei or koi aaye hai unke friendship realtion or 3no ke life kese change hote hai agle part me details hai.
© Lina