...

2 views

kyu...........??????????????
kyu khul kar jine ki azadi nhi milti
kyu hame har badhan ko yun nibhna padhta hai....
kyu ham apni image achi banye rakhne kenliye un sab khuwaisho ko mar dete hai jo ham karke khus honge...
kyu ye izat ka dhol hmre sir par bjaya jata hai..
kyu hame har waqt sahi galat ka path padhya jata hai...
kyu hame thoda khud ke liye jine ki ijazt nhi di jati...
har waqt ye asulo m bandh kar rkhna jaruri hai kyu...
kyu har koi yaha apni soch apne thopne m rehta hai...
kyu hamri soch ki koi value nhi na respect karta hai...
kyu har insaan chata hai ki ham apni feeling inke according change kare.... kyu hamri koi feeling ki parwaha nhi....
kyu har waqt hme hi chnge hone ki nashiyat di jati hai...
kyu vo log thoda ham jaisa kyu nhi soch skte hai...
kyu ek khuli soch ki hmesha kat hoti hai...
kyu khuli soch bale insaan kyu galat hi smjha jata hai....
kyu yaha har koi apni hi baat mnwane m rehta hai...
kyu har koi apne according dhalna chata hai yaha.....????
kyu kyu.... kyuu.....?????
© RRK