...

6 views

Widow's Land : #2 Live A Happy Life
Widow's Land
#2 Live A Happy Life

Maya ko bahot darr lag raha tha kyuki ussa vo pal yaad nhi krna tha vo toh bas mann hi mann drr rahi thi ................
In 1932
Maya jab apni jan baga kr bagii toh usna picha mudkr dekha ki shaitaan uska picha aa raha hai , vo bahot drr gyi or achanak vo paani mai jaa giri.....

Somewhere in Assam,
Maya ki aakhein khulti hai or vo apna aap ko ek kamra mai paati hai vo drr jaati hai kyuki usse nhi pata vo kaha hai tabhi vaha ek ldka aa jata hai uss ldka ka naam Ashok hota hai vo Maya ka paas aakar kehta hai

Ashok : Kya ab tum thik ho ?
Maya : Hn mai ab thik hu lekin tum kaun ho ?
Ashok : Mai Ashok hu or tum?
Maya : Umm.. mai Maya hu lekin hum hai kaha??
Ashok : Hum Assam ka pahado mai hai , Aao bahar aao ....

Ashok Maya ko apna saath bahar ka nazara dikhata hai toh Maya ko vo bahot psnd aata hai or vo khush ho jati hai . Din par din Maya or Ashok bahot kareeb aa jata hai ( Jaise love songs mai hota hai vaise ) Fir hona kya tha , Maya or Ashok na shaadi krli or dono khush rehna laga (Maya na shaadi ka liye tab tak haa nhi krii jab tak vo 18 ki nhi ho gai)

Maya or Ashok khush rehna laga lekin Ashok ab zyada ghar sa bahar rehta tha kyuki uska kaam bahar ki cities mai tha isliye Maya ko thodi tension rehti thi kyuki Ashok bahot samaye - samaye pa aata tha kabhi - kabhi usse bahar rehta 2 mahine bhi ho jata tha .

Ek din jab Baarish ho rahi thi toh Ashok Maya sa bolkr bahar kaam karna jaa raha tha toh Maya na bola ki jaana hi hai toh Baarish ka baad chala jana lekin Ashok ruka nhi ........

In 1932
Elly: Toh Maa yeh batao ki aapka pyaar ab kaha hai ???
Maya: (Crying) Nhi aaya .... uska baad vo nhi aaya na mila or na dikha
Elly: Toh aapna ussa Magic sa dhundha nhi ??
Maya : Isliye nhi dhundha kyuki mujhe ussa naafrat ho chuki thi jo aadmi apni biwi ko chord kr chala gaya vo aage kya karega ? (Crying) Mai toh chahati hu ki vo marr jaaye
.
(Yeh sunkr Elly bhi roo jaati hai or Maya ka kandha par haath laga kr ussa sahara deti hai )

Maya: Sun liye , pata chala mera pyaar
Elly : Mujhe nhi pata tha ki aisa hoga kuch

Suddenly bahar sa kuch aawaz aati hai

All Window Out there : Maa , Bachao!!!!!!!

-Utkarsh Aggarwal

Story continues in the third session of this series
#3 All are Gone

© Utkarsh Aggarwal