ye kya uljhan hai 🤔🤔
Ajib si jindgi ho rakhi hai ,na jane kis bat ki bechani hai,na kisi se bat karne ka man karta hai,na khus hone ka man karta hai,bas is duniya se kho jane ka man karta hai,mai kya ho gai mai...