...

24 views

ishq nahi aasan part 4
jab karan khana leke jaata hai tab pragya ko phone aata hai aur vo baat karne kai liye bahar jaati hai aur jab vo vapas aati hai tab vo sab se kehti aaj toh karan gya kaam sai ,jab karan wahan aata hai tab vo bolti hai ki aaj koi aane vala tha kya toh vo sochata hai aur khana rakh kar bhaag kar kahin chala jaata hai aur kuchh der baad apni di ko leke aata hai aur sab introduction karwata hai tab neha shock hokar kehti hai ki muskan di aap yahan par kaise.tab sab ek dusre ko dekhte rehte hai aur puchte hai ki kya tum inko jaanti ho tab neha kehti hai ki jab hum school main the tab yeah hamari yeah school mein hamari senior thi vo dono apas mai baat karne lagate hai aur phir pragya kehti hai ki next class ka time ho gaya hai chalo ab class mai varna khadus professor aa jayega