...

17 views

BURA SAPNA
Sameerrrrr mujhe bhachaavvvvvv
zoorse kisine pukara sameer ghabraakar utgaya aur ider uder dekhne laga kamra poora andhera bhar gaya use kuch nazar nahi aara ha hai o dar ke maar khaap raha hai aur uski dhakan itni zoorse chalrahi hai kamreka pankha chalta hai bhir bhi use itni garmi horahihai ke paseena uske zisme se ek nadi ke paani ke tarah behrahaa hai o nazma nazma kehkar apni behan ko pukar raha hai lekin koyi use zawaab nahi derahe hai o utke bahar aane ki koshish karta hai lekin use koyi rook raha hai sameer ko kuch bhi samajh me nai aa raha hai uski dhadkan aur tez hoti zaarahi hai bhir use o awaaz aati hai sameerrrrr mujhe bachav sameer aur bechain hojaata hai use kuch bhi samajh me nahi aata o apni kambalko poori tarah se oodleta hai uski saanse bhi use mehsoos hote hain tab achanak se bijli jaati hai o dar ke maare bhaag ne lagta hai use kuch bhi nazar nahi aate hai phir bhi o rukta nahi thodi door jane par use ek aurat nazar aati hai o sameer ko rookneki koshish karti hai lekin sameer rukta nahi achanak se ek uske paav rukgaye use kuch nazar aata hai o dekh kar sameer kehne laga mujhe maaf kardo roo padta hai itna rooraha hai ke kitchen se maa ayi ghar ke aangan me khelrahi behan nazma aayi aake sameer ko utane lage o chowk kar utgaya aur kehne lagake mujhe usse maafi mangni hai o kanhan hai mai use bacha nahi paya mai use khodiya badi bechainise yahi baaten karta hai to maa use samjhati hai kuch nahi beta kuch nahi hua hai ye "burah sapna" hai tum ghabrav mat kuch nahi hua hai keh kar maa chali gayi lekin jo khwab me sameer dekha tha o kon hai usne kisko nahi bacha paya yr baat khud sameerko hi samajh me nahi aayi bohot koshish karta hai yaad laneke liye bhir bhi use kuch bhi yaad nahi aata. Aur o dheere dheere us khwaab ko bhool jata hai.