School ke woh din puraane the.....
Woh school ke din bhi kitne pyaare the na jimedariyon ka bojh na farz ke pitaare the...
Kahan ghum ho gaye sab jo sirf humare the...
Ab toh bas yaadon ki kitaab aur dosti ke afsaane hain...
Na ab hum woh na woh dost puraane hain...
Ab toh bas woh purani yaadein aur yaadion mai beethe woh pal ankahe anjaane hain......

Related Stories