...

6 views

Hidden Key : Last Chapter 😈
Hidden Key 🔑
Last Chapter

Raj thoda drr gaya lekin usna apna dimaag lagaya or usna painting ka dyn sa dekha toh uspar 4 digit number tha 2943 usna jaisa vo dala toh locker khul gaya or usmai sa ek clue nikala or ek key !

Clue mai likha tha ki "Alia ab thik hai lekin 10 no. room mai hai or key tumhare pass ". Raj 8th room kholta hai or iss barr ussa koi or nhi uska ka future dikhta hai or vo ek dum 9th room mai jaa pahucha . 9th room mai aata hi ussa do rasta dikha ek rasta jo usse vapas bahar ki duniya mai le jata or dusari jagah ussa 8th room clear krna parta .

Vo soch mai padh gaya ussa kuch samajh nhi aaya or vo 8th room mai jaa pahucha . 8th room mai aate hi usna dekha ki vaha koi phela sa hi hai or ussa sarr par maar deta hai . Raj nicha girr jata hai .........

Kya hoga Raj ka or usna kya dekha apna future or agar usna yeh sab dekha toh firr bhi vo 8th room mai kyu aaya , Yeh sab janana ka liye apko zyada sa zyada comment krna hoga taki uska dusra season ban saka !!
      - Utkarsh Aggarwal and Keshav Yadev


© Utkarsh Aggarwal