halat
short story /
halat sab ke hmesa ek nhi hote badalte bhi h ek choti si family thi bade hi khus rha krte the sab teen bhen aur do bhai mummy papa... sab school college me padha krte the jaisi ek life honi cahiye na jo har ek insan sochta h waise hi life thi sab kuch pura krte the papa un baccho ka aur apni biwi ka ayesa nhi h ki koi problem nhi ati thi problem unki life me bhi ati thi pr unke papa sath the na to un sab ko koi preshani hi nhi thi sab mil kr samna krte the aur phir kb door ho jati thi preshani pata hi nhi lagta tha ...ab tak to sab bade ho chuke the aur mummy papa ladkiyo ki shadi ki tention lene lge the rishte to bhot ate the pr papa aur mammy ka khena tha ki jaha beti khus aur razi hogi waha krege to isi trah sab accha cal rha tha utar cadhao sab ki zindagi me ate h aur unki family ko kisi ki Nazar lag gyi...ab unke sath unke papa nhi rhe wo pura ke pure apne papa pr depends the ab age kya krna h kaise krna h kisi ko nhi pata tha halat din pr din bigadte hi Cale ja rhe the kuch rishte dar muh mod chuke the to kuch unke sath khade the..ab bas sabr aur himmat se kaam lena tha unko Sara sab kuch un sab ko dekhna tha jo kbhi ye nhi sochte the ki kitne ka ayega kitna paisa lgega apni demand btate the bas ab wo bache ye dekhte h ki paisa to na khrcha hoga paidal Cale jate h Paisa na lgega padhai rok dete h Paisa kha se dege to kbhi ayese halat the ki kya khana h jo khana ho hazir ho jata tha samne to ab ayese bhi halat h ki isi se kaam chala lete h ye nhi koi bat nhi bhok aur man dono ko mar lete h Allah to sath h na aur isi ummeed me apni life gozar rhe h wo ki halat hi to aj nhi kal sab thik ho jayega...
hmesa halat ek jaise nhi hote to jiske pas Jo h usme khus rhe aur waqt accha nhi h tokuch din bad accha ayega q ki halat badalte rahete h...