...

8 views

love ke effect and side effect
hello friends, muje lagta he ki aajke fast yug me love ka meaning Samaj na and samjana bahot hi muskil he. I think radha Krishna ki Jodi would ki no 1 Jodi he lovers ko Samaj ne ke liye or samjane ke liye. Tik tok pe Aap dekhe ge to ladke ladkiya boy friend girl friend ke love song ya hate songs singing ke videos hote he. to young generation love ko leke kafi confused he esa mene notice kiya to mene socha is topic ko discuss kiya jaye likha jaye. I think love is beautiful amazing feeling. so everyone feels it. jese air ko ham maheshush kar sakte he vese hum love ko maheshush kar sakte he. love kisi se bhi ho sakta he, abhi bhi ho sakta he, pyar age ka mohtaj nhi he. nani, paise ka, na hi looking beautiful hona jaruri he is me. bus connection jaru re right log ka right person ke sath feeling match honi chahia bus. done ek dusre ko maheshush karte he apni feeling ko use pyar karte he. unconditionally love jaruri he. koe start nahi. jo jesa he usko vaisa hi except karlo bus. ye pyar he. na rang na Surat, na rich na poor. kuch dikhta bhu. ye koi mayne nhi rakhta feelings ke aage. pyar na rat dekhta he na din. waqt ka pata hi nhi chalta ho jaye to. baate kabhi khatam nhi hoti. Samne wale ke call ka wait Karna, msg ka wait Karna, call ka wait Karna, sajna savarna achha lagna. ye sub achha lagta he. to be continue....