...

4 views

devdasi
hi friend ne aaj aap loga ke liye us pratha ki story lai hu jese devsasi pratha kahate he us pratha ki suruvati me devdasi ko bohat samman diya jata tha lekin baad me jo mandir ke braman he vo UN devdasi ko apni jahagir samajkar unka shoshan karte the unse jo utpan santan thi unhe achhut mana jata tha is pratha ke khilaaf Dr B. R. abedkar ne bhi virodh kiya tha uhne kisse prem karne ki anumati nahi hoti mandir ke bahar nahi ja sakata is kahani ne kese hamara men leed apani premika or baki devdasi ko aajad karvata he hamari ye kahani isi par aadharit he or ek love story bhi he hamare main leed he Raghavendra or Janki story start karte he Janki ek devdasi he usake mata pita ne use durga mandir me dan kar diya tha bas nairatra ke9 din jab devi ki aradana hoti he tabhi vo nutra karne or devi ke rupo me akar apna nurtya karti thi vaha ka jo men braman vishaanaat tha vo har din ek devdasi ko chunta or unke saat galat vyavhar karta 9 rat ke din the yaha Janki durga ke roop me nitrya kar rahi thi tabhi use Raghvendra dekh leta he use pahali najar me Janki pasand aati he jab nitrya ho jata he tab Janki mandir ke andar chali jati he aaj us braman ko ek devdasi chunane ki baari thi o janaki ki dost ko chun kar le jata he aaj tak Janki ko usane nahi chuna tha ab ham Raghvendra ke bare me jante he Raghvendra shinha usaka pira nam tha or vo shinha grup ke chir man uske pita jay shig shinha thae uski ek behan thi usaka nam shital tha ma ka nam kaveri tha vo ab mandir roj jata or Janki ko niharha ab Janki ki najar bhi uspar pad gai Janki usase kahati he aapko mujase baat karni he ho nadi kinare milane Aaiye ga Raghvendra kehata he thik he vo nadi kinare aati hi vo bhi ata he vo kehati he me ek devdasi hu apaka mujhe aise dekhana thik nahi vo kehata he tum itani kubsurat ho kya tumane mandir ke bahar ki duniya dekhi he vo nahi thodi der baad kehati he kya aap mujhe dikhayege par aapko to rat ko dikhana hoga mandir ke phichale vale darvaje par aap mera itajar karna me jarur aaungi vo to bhot khush ho jata he vo vaha, se chali jati he Raghvendra ek Amerika se pathai kar aaya tha use pata tha ye ek kupratha he baad me is Ladkiyo ko vaisya lay me beja jayega lekin usane than liya tha ki vo Janki ke saath sabhi Ladkiyo ko nyaay dilayega Janki thodi chancal thi ISI liye usaka man mandir me nahi lagata tha jab vo vapas aayi uski dost ki halat dekhakar uske rogate khade ho gaye vo usase puchati he, kya hua vo bechari ro rahi thi vo use Sant karati he or sabhi sone ke baad vo Raghvendra ke saat bahar ki duniya dekhane jati hehe usaka man to vaha se mandir jane ka hoto hi nahi he lekin vo chali jati he yese har roj Raghvendra Janki ko ghumane le jata tha lekin aaj vo use kehata he me tumase pyaar karta hu kya tum mujhase shadi karogi Janki kehati he ye nahi ho sakata me ek devdasi hu or me shadi nahi kar sakati nahi gar basa sakati hu tum us kupratha me bandakar bohat badi bhul kar rahi ho kyu ki 1947 ke kayade nusar devdasi parta band ho chuki he vo log tumare saat kya Karge aap mujhe to samajha denge lekin samaj ko kese samjao denge me akeli nahi or ladkiya devdasi he mene aapko mujhe sirf bahar ki duniya dikane ke liye kaha tha aaj ke baad hame nahi milna chahiye or Janki chali jati he or mandir aakar bohat rone lagati he kyu ki vo bhi Raghvendra se pyar karti thi use koi kuch kar na de isiliye bola tha 1saal ho gaya tha lekin abhi tak Raghvendra na Janki ek dusare ko bhule the 9ratre suru ho gaye the use pata tha ki Raghvendra use dekhane jarur aayega Raghvendra ata to he lekin ab vo puri tarah se chang ho gaya ek vo Janki ko dekhane nahi balki mandir ka tasti ban kar aaya tha vo kuch din vahi rahane vaale tha bramano or pandito batchit ho rahi thi jab tak tasti yaha he ham devdasi ke saat kya karte he bhanak bhi nahi padane deni hogi vishvanaath kehata he mandir ki jo devdasi unhe pasand aaye unhe usaki seva me laga do Raghvendra kehata he ye devdasi meri seva me honi chahiye unka nam puchiye jara pandit Ji vo puchhata he vo apna nam janaki batati Raghvendra ne Janki ko hi chuna tha seva ke liye Janki 24har uski seva me upasthit thi Raghvendra ko behat khush tha ki Janki usake samane hogi aage ki kahani agale part me

© krushnapriya