...

30 views

Ishq nahi aasan part 5
ek hafte Mai sab ghul mil jaate hai aur Neha bhi unke group ka hissa ban jaati hai hai Magar Neha ki behen ria ko usse bohot jalan hone lagi bhi chahti thi ki uss group। kahissa ban jaye iss wajah Sai vo ab Neha Sai bhi achhe Sai baat karne lagti hai Neha Ko lagta hai ki ria Badal gyi hai isiliye vo usse sab Sai milati hai aur khich hi dino mai sab usse bhi group ka hissa bana lete hai .Ria ko karan bohot pasand aa jata hai aur ab vo uske saath jyada time spend karne lagati hai hai idhar neha ko bhi karan kai liye feelings hoti hai . Ek din pragya neha sai kehti hai ki tum karan ko jalakar kyu ni batati ki tum usse pyar karti ho tab neha chok kar puchti hai ki aapko kaise pta tab pragya kehti hai ki sab ko pata hai sivaye use nalayak karan kai tab Neha kehti hai abhi hume dar lagta hai ki kahi iss wajah sai hamari dosti na kharab ho jaye lekin hum koshish kar rahe hai unhe batane ki thoda time lagega magar hum zaroor batayenge .....


TO BE CONTINUED