...

1 views

Humari Banavati Haqueekat or Zindagi ki Aahemiyat.
Aaj Jab Mai Neeche Dukan me Jane ke liye outar Raha tha. Toh phir Bahar Wale gate par Maan- Singh khada tha or ouss hi Waqut Daddy bhi AA Gaye peeche say or Bole. Aapko Dhoodh Raha hai. Phir jab Aaj Maine ousse Sadqa Diya. Toh Mujhe Dekh kar woh Muskura Raha tha or ek khil- Khile pan ka Ehsaas tha. Jaise Mano silently puch Raha ho. Kaha the itne din say. Kyuke Mai Delhi me tha. Meri Mummy Mujhe samajh sakti hain. Par sabse Zayada Khushi, ye hai, ke Mera Allah ne Mujhe samajh kar izzat de di. Jaise Allah ka Raha ho. Bahut kehate ho na. Kisi ke 24 Ghanton ki zarurat thodi hai bas 5 say 10 Minute kafi hain....... Or Iss baat par Mai bahut Yaqueen Humesha say hi karta hun, ke Apne 5 say 10 Minute, kisi ko de- kar dekhiye ga. Bina kisi Judgement ke shayed Aap kisi ko inspire kar dein. Or 4 Saal ho gaye hain, Jo Nikhar Maine Maan- Singh me dekha hai. Ouske liye Mai jitna Allah ka shukar Aada karun km padega. Ye Ounn- Logon ke liye. Jo Mera bare me ye sochte hain, ke Mai Har Waqut baat karna chahata hun. Nahi 5 say 10 Minute chahaiye the. Aapne nahi diye, toh Allah ne Ek Dost de Diya Jo Zamane ki saktiyon say Guzar Raha hai.
© ALI MUZAFFAR. AUTHOR.