Gehraiyaan
Kabhi kabhi kisi ki nazroin se wo shaqks be-nakaab nahi hota par uski harqatein uski asliyat par parde ni daal paati.
Kaafi a-pavitra hai wo ehsaas jo kisi galat haath ke choohne par hota hai.
Kuch palo ke liye mann mai bhot gehra asar karjaata hai.
Saare bure khayalo ka ek asmaan mere upar mandrata hai...
kuch purani gehri buri yaadoin ko mann baar baar dohraata hai.. aur fir ek baar yeh darr se kaanp jaata hai.
Hairaani h mujhe ki niyat ko bhaaph ni paati mai, kisi galat shaqs ko pehchane mai zara bhul karjaati hu mai.
Par kismat ka saath sahi hai ki waqt rehte mera mann yeh samajh jaata h ki neeyat ka saaf nahi hai yeh shaqks...
Bhot gehra zakham sa rehjaata hai jab koi galat shaks mujhse takrata hai. Darr ke saath mujhe yeh wo ehsaas bhi dilata hai jo ek aam ladki ke mann mai shayad roz aata hai.
Ki kahi anjane mai kisi aise bure saamne se unka saamna na ho... ki dhalti shaam unki zindagi ke andhere ka naam na ho...
Aur afsos yeh baat mann mai hi dabaye rakhna mann ko bhot pareshaan krjata hai...!
© saatviki